Government Free Plant Distribution Scheme

Introduction to the Government’s Green Initiative

Punjab Government ne Government Free Plant Distribution Scheme ka aghaz kiya hai jisme Lahore ke log sirf aik call (📞 1399) karke free plants apne ghar manga saktay hain. Ye initiative Shajar Kari 2025 campaign ka hissa hai jo ke environment ko behtar banane ke liye launch hui hai.


Government Free Plant Distribution Scheme

Key Features of the Scheme – Government Free Plant Distribution Scheme

Purpose of the Scheme

  • Mahol ko behtar banana
  • Gharon mein sabza aur tazgi lana
  • Public awareness barhana regarding tree plantation

Current Coverage

  • Abhi sirf Lahore tak limited hai
  • Future mein scheme Punjab ke baqi shehron tak expand ki jaegi
How to applyGovernment Free Plant Distribution Scheme

How to Apply? – Government Free Plant Distribution Scheme

DetailInformation
Helpline Number📞 1399
EligibilityLahore residents with valid CNIC
DeliveryDirect ghar par plants bhejay jaengay
Info Websiteapnizameenapnaghar.com

Readmore: Mazeed malomat ky liay official website per visit kry: https://plantforpakistan.punjab.gov.pk/


Available Plant Types – Government Free Plant Distribution Scheme

List of 17 Free Plants Offered

  • Aam
  • Anar
  • Jamun
  • Patajan
  • Palchan
  • Raat ki Rani
  • Neem
  • Shahtoot
  • Washingtonia Palm
  • Chandna
  • Kachnar
  • Gul Cheen
  • Amaltas
  • Tipu Tipu
  • Jharofa
  • Har Singhar
  • Vew

Benefits of the Program – Government Free Plant Distribution Scheme

  • Free fruit and flower plants
  • Mahol ko saaf aur sabz banana
  • Fresh hawa aur oxygen level mein izafa
  • Awareness in youth regarding environment
  • Active public role in government tree plantation campaign

Read more : Benazir Kafalat Program Pakistan ke gareeb aur mustahiq logon ke liye ek behtareen moashi madad ka program hai. Iska maqsad un khawateen ko support dena hai jo kisi bhi zariye se apni zarurat ki cheezen pura nahi kar sakti.
2025 ke mehngai ke dor mein, hukoomat ne is program ka payment amount increase kar diya hai jise log bisp 8171 kafalat payment increase ke naam se search kar rahe hain.

🌱 Conclusion – Government Free Plant Distribution Scheme

Government Free Plant Distribution Scheme ek lajawab qadam hai jo logon ko ghar par hi fruit aur flower plants muft hasil karne ka mauka deta hai. Har Pakistani ka farz hai ke wo is tree plantation campaign ka hissa bane aur apne mulk ko hara-bhara banaye.

📞 Aaj hi 1399 par call karein, apna free plant order karein aur Green Pakistan Mission ka active member ban jaayein.

FAQ’s – Government Free Plant Distribution Scheme

Who can apply for this scheme?

Sirf Lahore ke log jin ke paas CNIC hai.

How to get the free plants?

Call karein 1399 par aur request submit karein.

Kitne plants mil saktay hain?

Available stock par depend karta hai, lekin generally 2–5 plants miltay hain.

Delivery kis tarah hoti hai?

Government team plants direct ghar tak deliver karti hai.

Kya yeh fruit plants hain?

Ji haan, aam, anar, jamun jaise fruit plants bhi available hain.

Registration ka tareeqa kya hai?

Filhal sirf phone call (1399) par registration hoti hai.

Kya yeh scheme Lahore ke ilawa bhi available hai?

Abhi nahi, lekin baad mein pure Punjab mein launch ki jaegi.

Kya koi charges lagtay hain?

Nahi, ye 100% free government scheme hai.

Call connect na ho to kya karein?

Repeat try karein ya local forest department se rabta karein.

Read more : Punjab ke har shehar mein ration card distribute kiye ja rahe hain. Jahan pehle 10,000 ka check mila tha, wahi se ab aap Maryam Nawaz Ration Card bhi receive kar sakte hain.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

WhatsApp Channel Join Channel
Scroll to Top